TOP песен исполнителя
"Атморави"
"Атморави"
TOP альбомов исполнителя
"Атморави"
"Атморави"
название:
автор:
жанры: indie, russian
альбомы: Путь белых облаков
Ом шанти
автор:
Атморави
жанры: indie, russian
альбомы: Путь белых облаков
рейтинг: ★★★★★ / 5.2 / 1176 просмотров
- Текст
- Открытка с текстом
Tum ko paaya hai toh jaise khoya hoon Kehna chahoon bhi toh tumse kya kahoon Kisi zabaan mein bhi woh lavz hi nahin Ke jinme tum ho kya tumhein bata sakoon Main agar kahoon tumsa haseen Qayanat mein nahin hai kahin Tareef yeh bhi toh sach hai kuch bhi nahin Tum ko paaya hai toh jaise khoya hoon… Shokiyon mein doobi yeh adayein Chehre se jhalki hui hai Zulf ki ghani ghani ghataein Shaan se dhalki hui hai Lehrata aanchal hai jaise badal Bahon mein bhari hai jaise chandni Roop ki chandni….. Main agar kahoon yeh dilkashi Hai nahin kahin na hogi kabhi Tareef yeh bhi toh sach hai kuch bhi nahin Tum ko paaya hai toh jaise khoya hoon… Tum hue meherbaan Toh hai yeh dastaan Ab tumhara mera ek hai caravan Tum jahan main wahaan Main agar kahoon humsafar meri Apsara ho tum ya koi pari Tareef yeh bhi toh sach hai kuch bhi nahin Tum ko paaya hai toh jaise khoya hoon Kehna chahoon bhi toh tumse kya kahoon Kisi zabaan mein bhi woh lavz hi nahin Ke jinme tum ho kya tumhein bata sakoon Main agar kahoon tumsa haseen Qayanat mein nahin hai kahin Tareef yeh bhi toh sach hai kuch bhi nahin
Это интересно:Атморави, уроженец города Минска, появился на свет в первой половине застойных 70х и успел захватить краешком детства времена Брежнева, пионерии и игр Зарница. Весь пакет советского музыкального творчества включался в стандартное детство городского ребенка того периода.Пока Рави не попала на глаза статья в журнале Ровесник с интервью Dire Straits, которая... продолжение
А как ты думаешь, о чем песня "Ом шанти" ?